Vecchio che vola verso un'isola di diamanti fantastica
Prompt
Ek gaon mein ek Budha Dada rahata tha vah bahut Garib tha aur use jaate use raste Se jaate hue ek do Ande mile ek sundara aur ek ek normal anda Mila dadaji ne sundara uthana chaha per ek ghamandi aadami ne sundara utha Diya dadaji dukhi hokar aur normal anda utha Diya aur ghar gaye dadaji ne use Ande ka bahut pyar Se kya khyal Rakha aur ek din dadaji ka anda foot Gaya Ande se ek baccha nikala aur usne Dada Ji ko Aasman mein uda le Gaya aur ek diamond se bhara hua dweep per chala Gaya aur Dada Ji ne lalach nahin kara kyunki lalach buri Bala hai isliye dadaji ne kuchh diamond chunri aur mor per baithkar wapas a Gaya dadaji ne diamond se bacchon ke liye khilaungi garibon ke liye kapde khareed liye ghamandi aadami anda bhi foot Gaya aur use ek mor ka baccha nikala ghamandi aadami ne use per pakad kar bahut mara aur bola mujhe diamond ke Jeep le chalo usne diamond ke bahut sare bore uthae aur ghar ke liye Jaise hi mod per baitha mor ne use vahan chhod Diya aur chala Gaya Dada Ji bahut Rone Lage kyunki aapane like subscribe nahin kiya