Casas de un pueblo del sur de Asia junto a un camino polvoriento al amanecer
Prompt
“Ek khoobsurat South Asian gaon ka manzar, subah ka waqt ho. Kachay rastay, dono taraf mitti ke ghar jin ki chhatain ghaas aur lakri se bani hui hon. Kheton mein hara bhara fasal (gehun, chawal, ya sarson), kisaan bail ke sath hal chala raha ho. Auratein matkay utha kar kuen se pani bhar rahi hon, kuch chulhay par roti paka rahi hon. Bachay kachay maidan mein gitte, kanchay aur cricket khel rahe hon. Gaon ke buzurg darakht ke neeche charpai par bethay baatein kar rahe hon. Masjid se azan ki halki awaaz, paas hi gaay, bakri aur bhains bandhi hui hon. Aasman neela, halki dhoop, parinday urtay hue. Puri environment mein sukoon, saadgi, culture, aur traditional village life ka ehsaas ho. Highly detailed, realistic, warm tones, cinematic view.”